SURAH AL KAUSAR Importance of Surah al kausar حضور صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے بڑے صاحبزادے حضرت قاسمؓ کی وفات کے بعد جب انکے چھوٹے صاحبزادے حضرت عبداللؓہ کا بھی انتقال ہوگیا تو عرب کے کفار بہت خوش ہوئے۔ خونی رشتوں کی عرب میں بہت اہمیت تھی۔ مگر آپ صلی اللہ علیہ وسلم کا چچا ابولہب تو آپ صلی اللہ علیہ وآلہ...
SHADI KAB HOGI Ye aesa saval hai jiski vajah se har koi pareshan rahta hai....log dua dhoondte hai ki koi to dua ho jisko padhne se shadi jaldi ho jaye.lekin aesi koi dua nahi hai jisko padhne se shadi jaldi ho jaye ...kyonki uska vaqt pehle se muqarrar hai. Lekin kuch duayeen hain jiske zariye Allah se madad mangi ja sakti...
GLORIOUS QUR'AN PART 4 SURAH BAQARAH SUMMERY 26....Sahaba ne haiz ke bare main poocha ki ye kya hai to Allah Ta'alah ne uska javab diya. 27....qasme khane main Allah ke naam ka galat istemal karne ko mana kiya gaya.qasam khane par bhi pakad hogi.agar Allah ka naam lekar qasam khaye aur use pora na kiya to. 28.....agar koi shohar apni bivi ke paas...
createSummaryAndThumb("summary2665407860504744534","SURAH E BAQARA (The cow) TAFSIR PART 5","https://www.paigham786.com.pk/2015/12/surah-e-baqara-cow-tafsir-part-5.html","6:22 AM","0","Tafseer"); createSummaryAndThumb("summary2665407860504744534","SURAH E BAQARA (The cow) TAFSIR PART 5","https://www.paigham786.com.pk/2015/12/surah-e-baqara-cow-tafsir-part-5.html","6:22 AM","0","Tafseer");...
GLORIOUS QUR'AN PART 6 SURAH BAQARAH ( THE COW ) SHORT REVISION. ...... hum thode se question answers dekhenge ..... QUE...... Qur'an shuru karne se pehle hamain aouzu billahi mi nash shaita nirrajeem kyun padhna chahiye ????? ANS...... kyun ki ye Allah Ta'ala ka hukum hai Allah Taa'la ne surah nahl ayat No 98 main farmaya hai ki jab bhi quran kholo to...
GLORIOUS QUR'AN PART 7 SURAH BAQARAH ( THE COW ) Hum abhi tak padh chuke hain ki hamne Allah ta'alah se surah fatiha main hidayat ki dua mangi... To hamain Allah Ta'ala Surah Baqarah main logon ki categories aur unke anjaam bata rahe hain...... ayah 1 to 5 main padha un logon ke bare main jo duniya aur aakhrat main success payenge.. phir...
GLORIOUS QUR'AN PART 8 SURAH BAQARAH ( THE COW ) Abhi tak hum 2 categories logon ki padh chuke hain ab third category padhenge jiske bare main aap SAW ko bhi nahi pata tha ki aese log bhi hote hain.To Allah ta'alah ne khud aap SAW ko Qur'an ke zariye bataya aur alag alag logon ka kya anjaam hoga vo bhi bataya .......aur...
GLORIOUS QUR'AN PART 9 SURAH BAQARAH ( THE COW ) BISMILLAH HIRRAHMAAN NIR RAHEEM Pichle lesson main hum log munafiqeen ke bare main baat kar rahe the....... munafiqeen ke bare main bahot sari aayate quran main hain ...kyonki ye log bhatak chuke hai aur inke liye azaabe Aleem hai inke jhoot bolne aur dhoka dene ki vajah se. Allah Taa'la ne inka zikr...
GLORIOUS QUR'AN PARA➖1 PART 10 SURAH BAQARAH( THE COW ) BISMILLAH HIRRAHMAAN NIR RAHEEM Logon ke teen groups aur unke anjaam batane ke baad ab Allah Ta'ala ayat No.21 se hum logon se baat kar rahe hain. .... jab Allah Ta'ala hum se koi baat karte hain to vo is tarah pukarte hai. 1......ya ayyuhannaas......ae logon isme address tamam insaniyat se hota hai...
Paigham Tube(Islamic videos and audios)
Surah Al Fil (The Elephant) Tafsir video bayan in urdu
1:54 AM ...
Laellaha illalah La nahi koi illah yani diety aesi hasti jiski ibadat ki jaye mohabbat aur tazeem yani izzat ke saath sivaye allah ke . Yani Nahi koi illah sivaye allah ke. Ye vo kalma hai jiske bagair koi muslim ho hi nahi sakta jab koi dosre mazhab se islam main revert hota hai to yehi kalma padhaya jata hai ye hamare deen...
Alhumdulillah Al-the Hamd- tareef Li -liye Allah-allah Alhumdulillah tamaam tareef aur shukr Allah hi ke liye. iska matlab tareef aur shukr dono hai.ye quran ka pehla word hai aur bahot si surate is word se shuru hoti hain.Allah Tallah chahte hai ki hum har haal main chahe gham ho khushi ho Allah Tallah ka shukar ada kare aur Alhamdullilah kahen. agar gham aaye...
JISM AUR RUH Allah tallah ne insan ko mitti se banaya lekin ruh apni taraf se dali yani jism to duniya ki chezo se bana lekin ruh asmani hai.jab bachcha maa ke pet main hota hai to farishte ke zariye ruh phonki jati hai.ruh aur jism ak dosre main gundhe hue hai agar ak cheez ko takleef hoti hai to dosri ko bhi...
KHALID BIN WALEED Khalid bin waleed aap SAW se bahot mohabbat karte the. ak din unki kisi dosre sahaba se koi an ban ho gaye un sahaba ne Khalid bin waleed ki shikayat aap SAW se ki aapne khalid bin waleed se sirf itna kaha jisne inka dil dukhaya usne mera dil dukhaya aur kuch nahi kaha. Khalid bin waleed ne jab ye...
VAHI Allah Tallah ne duniya banaye insano ko banaya phir aese hi duniya main bhatakne ke liye chodh nahi diya shuru se paigambaro ko bheja messengers prophets jinhone Allah ke message ko hum tak pahunchaya ki Allah Tallah ne hamain kyon banaya hai hamari zindagi ka purpose kya hai hamain mar kar kahan jana hai .ye paigham message Allah Tallah ne vahi ke...
DEATH Aaj phir umrah se lot rahi ak family ka car accident ho gaya .maa usi vaqt khtam ho gaye baap serious condition main hai aur dono bachche bach gaye Alhamdullilah . Maut kitni yaqeeni hai sure hai .aur zindagi dhoka dene vali phir bhi log zindagi se pyar karte hain koi maut ke bare main baat karna bhi pasand nahi karta .phir...
TRUST ALLAH Dua qubool hone ki teen surate hoti hai n.ya to dua foran qubool ho jati hai . kyonki vo qubuliyat va vaqt hota hain .ak surat ye hoti hai ki age jakar qubool hoti hai kyonki abhi uska vaqt nahi hota .teesra ye ki insan Allah se vo mang raha hota hai jo uske liye theek na ho. kisi attraction ki...
INSAF KA DIN Allah SWT ne insan ko banaya to aese hi nahi bheja pori tarah programming karke bheja .jaise hum koi mobile khareedte hai to usme pehle se kafi programmes downloaded hote hai uske baad aage hum jo chahe usme load karte jate hain.isi tarah kaynaat ki har cheez ki bhi Allah Tallah ne programming ki hai jaise jo janver carnivorous hai...
LOVE ALLAH Jab maine quran shuru kiya to akdam se khud ko change karna bahot mushkil tha . accident ke baad kafi cheeze jaise film, Tv ,gane ,ye to sirf khauf se chode the lekin phir bhi bahot kuch tha jo apne ander change karna tha.main apni teacher se kahti main hijaab nahi kar sakti .mujhse nahi hota naqab lagane main mera dam...
Part 2 Types of shirk 1.Allah ke siwa kisi aur ko musibat ya pareshani main pukarna ya madad ke liye pukarna jo maujood nahin hai zinda nahi hai. shirk hai . Jaise ghause azam / ya khwaja ghareeb nawaz / ya nabi / ya ali .... Etc agar asbab samne hai jaise bimari me doctor , police for insecurity ,agar gaddhe me gir...