­
PAIGHAM 786: Hazrat Dawood aur different Prophets k rozay/ Fasts:

Hazrat Dawood aur different Prophets k rozay/ Fasts:

4:06 AM

Hazrat Suleman A.S ki 1000 bewi’aan /wives theen. 700 mehar wali, and 300 bandi’aan. Hazrat Dawood A.S ki 100 wives theen, Aik ka naam ‘Auriya” tha, jis se Hazrat Suleman A.S ne janam lya. Rozoun/ fasts me sab se behtar rozay Dawood A.S k rozay hain aur aap Kitab-e-Ilahi Zuboor 70 lehjoun/accents me read karty thay. Hazrat Suleman start of the month me bhi 3 din roza-dar rehtay , her month ko rozay se start karty aur bech me bhi roza rakhtay .. aur month ka end bhi rozay per kartay… Un-married Kunwari/vergin pak-daman k betay Esa bin Maryam hamesha roza-dar rehtay aur ‘Jau’ (Barley) khatay aur animal skin ka libas pehnay rakhtay. Jo patay kha laitay, jo na hota us k mutaliq sawal kabhi na karty. Aap ki koi aulad na thi, jis k marnay (bemar honay) ka andesha hota aur na koi ghar tha. Aap mahir/ expert shikari thay. Aap jis ka shikar karty wo kabhi na bachta.. Esa A.S ki mother Maryam A.S binte Imran aik din roza rakhtin aur 2 din baghair rozay k rehtin… Hazrat Muhammad SAWW her month me 3 rozay rakhtay (aur mostly 13, 14, 15 k) aur farmatay thay, ye zamanay bhar k rozay hain

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *