Burai me achai ki talash (Qisah Hazrat Esa A.s)

2:41 PM

Burai me achai ki talash
.
Hazrat Esa A.s aur aap k sathi aik murdar /dead body k paas se guzray tau logoun ne kaha, is ki badbu (stink) kis qadar sakht hai...
.
Esa A.S ny farmaya, is k daant kis qadar safaid/ white hain. (matlab ye tha k kisi ki brai na talash karo, bulkay us ki achai talash karo..)
.
Hazrat Esa ne farmaya:
Mujhay 3 logoun pe ta'ajub hai:
* Aik wo shakhs jo dunya ka talabgar ho, jab k maut us ki talabgar hai.
* Dosra wo shakhs jo mehlaat /palaces ka bananay wala ho, jab k us ka
thikana qabar hai.
* Teesra wo shakhs jo moun phaar kar hansay jab k jahannum us k agay
hai..

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *