Hazrat Esa A.s ka wapis dunya me ana

2:36 PM

Hazrat Esa A.s ka wapis dunya me ana
.
Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya:
.
....."Logoun me Esa ibne Maryam k sab se zyada la'aiq main houn, kioun k hum dono k bech aur koi Nabi nahi.
Aur wo utraingay jab tum un ko daikho tau pehchan laina, darmiyanay qad, surkh o safaid hain. Bharay jism walay hain. Sir se goya pani tapak raha hai.
.... Wo aa kar Salaib (Cross) ko torr daingay aur khinzeer (pig) ko qatal kar daingay. Jazya aur millatoun (nations) ko khatam kar daingay.
... Hatta k un k zamanay me sirf Islam reh jaega....
.
... Aur un k zamanay me Allah Dajjal ko bhi un hi k hathoun halaak farmayega. aur zameen me aman-o-barkat ho jaegi.
.
Ount, shair, cheetay ga'aen sab sath charay gi.
Bheriyay bakrioun k sath charain gay.. (wolf with goats)
.
...Bachay bachi'aan saanpoun k sath khailengay. Koi aik dosray ko nuqsaan nahi phunchaye ga.
Jab tak Allah ne chaha, youn hi hota rahega, phir Esa wafat farmaingay tau muslims un per namaz parh kar un ko dafan karaingay... " (Al-Hadees)

Riwayat k mutabiq Esa A.s 40 years tak dunya me thehrain gay.
Aik jagah aya hai k aap Damishq (Damascus) ki jama'a masjid k safaid minar per utraingay.
Aur subah ki namaz k wastay Iqamat tak ho chuki hogi. Tau aap ko Imam-ul-Muslim'een kahaingay,
.......Aye, namaz parhaye Ae Rooh-Allah!
Esa kahaingay, Nahi! Iqamat aap k lye kahi gae hai, aap hi parhain.
.
Phir Esa muslims k sath sawar ho kar jihad karaingay aur Dajjal ko Bab-e-Lad per qatal karaingay.
.
Taurat me Hazrat Muhammad ﷺ aur Esa A.s ki siffat likhi hue hain k wo dono aik jagah dafan houngay. aur ab bhi aik qabar ki jagah Aap ﷺ k Rozah-e-Athar me baqi hai.
.
In dono Prophets k bech kitna arsa (time period) hai??
...Tau is baray me bht se qaul hain.
600 years,.... 560 years...540 years...... 620 years.... (Wallah-Alam)

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *