­
PAIGHAM 786: Hazrat Muhammad SAW ki aulad/ Offspring .

Hazrat Muhammad SAW ki aulad/ Offspring .

7:21 AM

Hazrat Muhammad ﷺ ki aulad/ Offspring 
.
Hazrat Ibrahim k siwa aap ﷺ ki tamam aulad Hazrat Khadijah se hue, jin me se 3 larkay thay. Qasim, Taayyab, Tahir. ...
Aur pehlay Qasim k sath aap ﷺ ki kunyat mash'hor hai, means 'Abul Qasim'. 
.
Aur betioun me 4 larkiyan huen. 
Sab se bari Ruqayya, phir Zainab, Umme Kulsoom aur sab se choti Fatima Zehra... 
.
Aap ﷺ k teeno betay zamana-e-Nabuwat se pehlay hi wafat paa gae thay, jab k beti'oun me sab ne Islam ka zamana paya aur phir hijrat bhi ki. 
.
Hazoor Pak k betay Ibrahim ki walida 'Hazrat Mariya Qubtiya' theen aur riwayat hai k Mariya Hazoor ﷺ ki baandi theen. Maqooqas, Shah-e-Misr ne un ko bator-e-hadya k Hazrat Muhammad ﷺ ki khidmat me bheja tha.

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *